Posted By rajesh kumar pandey , 12/11/2015 - 07:34:14.
    Bahut hi sundar pryaas hai
Posted By JITENDRA KESHARWANI , 11/11/2015 - 10:08:54.
    Apke website k madhyam se meri Mrs ka mutual transfer Dongargarh se Sakti 4year baad hua apko Aneko anek Dhanywad
Posted By TUKA RAM SONKAR , 05/11/2015 - 12:59:25.
    sabse pahale aapko bahut bahut badhai.... ye manch shikshako ke liye kunji ke saman hai, jo update khabro ke sath - sath ek dusre ko jodta hai, smay samy par hamari jigyashayo ko shant bhi karta hai, aur sabse badi bat yah hai ki hamra margdarshan karta hai....
aapke team ko thank u a lot........
Posted By BALWANT SINGH RATHIA , 04/11/2015 - 05:30:57.
    bahut hi behtar website hai iske madhyam se sabhi teacher panchayat ko manch sajha karne ka mauka mila hai . iskeliye sangh ko very very thanks
Posted By Nandkishor Naurange , 04/11/2015 - 10:15:21.
    इस वेब साईट में un anserd que के साथ एक पेज और जोड़ना चाहिए । जैसे लेटेस्ट que का जिसमे प्रश्नों को उनके पूछे गए क्रम के अनुसार दिखाया जाये