Feedback Us

  Feedback From User's :



Posted By RAJESH SONKAR , 13/09/2015 - 03:58:36.
    सर जी मेरे लिए मैच्‍ुअल टीचर उपलब्‍ध कराने की क़पा करें आपकी वेबसाइड शिक्षकों की डिजिटल इण्डिया को प्रोत्‍साहित करने के लिए धन्‍यवाद


Posted By mukesh naik , 12/09/2015 - 11:33:42.
    Shikshko ko bahut jankari mil jati hai bahut bahut dhanybad


Posted By Rajkumar Baghel , 11/09/2015 - 02:33:26.
    Hamara yah Website ham sabhi shikshakon ke liye bahut he upyogi hai.


Posted By Devendra Kumar Patel , 10/09/2015 - 09:05:04.
    Sahu ji Namskar pls websait ke Important Link me (www.cra-nsdl.com)Add karne ki kripa karne. Is Link se Sikchak Bandhu apna cps katoti asani se dekh sakenge.


Posted By Devendra Kumar Patel , 10/09/2015 - 07:31:18.
    Mr.ARUN KUMAR SAHU ji Namskar, aap logo ke websait me rajy sasan se jari addeso ke prati prapt karne hetu suwidha uplabdh hai kya. hai to websait me kis name se ankit hai.



   Submit feedback here :