Posted By MOTI LAL BANJARE , 22/08/2015 - 10:59:11.
    DEAR SHIKSHAK.IN GROUP THANK
AAP LOGO NE SABHI TEACHERO KE LIYE ITANA BADHIHA WEB SITE BANAYA ,AAP LOGO KA YE PRAYAS BILKUL SARTHAK HAI, AAPNE HAMESHA SANGHARSHSHIL SHIKSHAK PANCHAYAT SAMUH KO IS WEB SITE KE JARIYE BADI RAHAT DI HAI,
AAPKE TEAM KI JITANI SARAHANA KI JAYE KAM HAI
ANT ME HAM AAPKE SATH HAI
AAPKA....MOTI LAL BANJARE
PRADESHIK KARYAKARTA KRANTIKARI SHIKSHAK
SANGH CHHATTISGARH M.-8305167386
Posted By Mukesh Kadu , 22/08/2015 - 06:00:01.
    Dear sir, aap ke website ke madhyam se mujhe mutual mil gaye hai. But mujhe triple mutual karna hai. Par balod jila panchyat wale triple mutual karne se mana karrahe hai. Unka kehna.hai ki triple mutual hia hai to kripiya order ki copy sikhaye tab NOC issue karenge
Yadi kisi ka triple mutual hua hai to kripiya mujhe mail karare kare. Main aabhari rahunga. mukesh.kadu@gmail.com.
Posted By Ravi Punj Khunte , 18/08/2015 - 09:50:59.
    Prayash bahut achchha his, mutual transfer ke liye bahut hi achchha sadhan hai, Best of luck.
Posted By Bhanu Dhruw , 17/08/2015 - 10:12:39.
    अरूण साहू जी आपके पुरे टीम को साधुवात
आपका छ.ग.शि.क.संगवारी
Posted By Bhanu Dhruw , 17/08/2015 - 10:10:02.
    अरूण साहू जी आपके पुरे टीम को साधुवात
आपका छ.ग.शि.क.संगवारी