Feedback Us

  Feedback From User's :



Posted By DR. MITHLESH KUMAR PATHAK , 25/06/2015 - 08:13:35.
    क्‍या बात है सभी विचारकों को बधाई कि उन्‍होने एक रचनात्‍मक क्षेञ में अपना सर्वोतम प्रदान किया हैा संघर्षो के साथ एक मुकाम बनाने कि पहल भी हो .................


Posted By NADIM KHAN P/S MOTIMPUR , 25/06/2015 - 06:46:54.
    sir namaskar meri vyaktigat raay hai ki sabhi teachers ke dwara ab tak kiye gaye adhyapan karyon ke anubhavon ko sajha karne ke liye ek segment tayyar kare jisse hum jaise teacher jinhe subjects ke adhyapan ke dauraan aa rahi problems ka nidaan dhundhne me madad mil sake.subject adhyapan ke liye banaaye gaye TLM yaa koi NAVACHAAR etc. dhanyawaad


Posted By motilal bhoi , 24/06/2015 - 11:04:39.
    Sabhi shikshak shathiyo me liye labhdayak hai


Posted By राकेश कुमार राठौर , 24/06/2015 - 10:49:52.
    अरुण सर जी और सहयोगी साथियों आपने बहुत ही अच्छा कार्य किया है आपको ह्रदय से धन्यवाद और शुभ कामनाये देता हूँ।


Posted By Sarvesh maravi , 24/06/2015 - 08:55:43.
    bahut bahut prasansaniy kary kiya hai sir aapne hm sabhi shishak satiyon ki aor se aapka tahe dil se swagat. is site k madhyam se hm ek dusre se jud sakte hain aur apni samsyoun ka samadhan kar sakte hain



   Submit feedback here :